Abhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahi
Abhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahi
Abhi abhi to aayi ho, abhi abhi to
Abhi abhi to aayi ho, bahar banke chhayi ho
Hawa zara mehak to le, nazar zara behak to le
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh shaam dhal to le zara
Yeh dil sambhal to le zara
Main thodi deir jee to loon
Nashe ke ghoont pee to loon
Nashe ke ghoont pee to loon
Abhi to kuchh kaha nahi
Abhi to kuchh sun nahi
Abhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahi
Sitaare jhilmila uthe
Sitaare jhilmila uthe, charag jagmaga uthe
Bas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko tokna
Na badhke raah rokna
Agar main ruk gayi abhi
To jaa na paaoongi kabhi
Yehi kahoge tum sada ke dil abhi nahi bhara
Jo khatm kisi jagah yeh aisa silsila nahi
Abhi nahi, abhi nahi, nahi nahi nahi nahi
Abhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahi
Adhoori aas, adhoori aas chhod ke
Adhoori pyas chhod ke ao roz yun hi jaaogi
To kis tarah nibhaaogi
Ke zindagi ki raah mein
Jawan dilon ki chaah mein kai makam aayenge
Jo humko aazmaayenge
Bura na maano baat ka, yeh pyar hai gila nahi
Haan yehi kahoge tum sada
Ke dil abhi nahi bhara
Haan dil abhi nahi bhara
Nahi nahi nahi nahi
In the rapidly advancing digital era, online platforms provide a convenient and efficient means to…
In the vast landscape of online gaming, few experiences rival the excitement and allure of…
Imagine you're standing at the edge of a vast ocean, the waves representing the dynamic…
Understanding market patterns and forecasting future price fluctuations is critical to effective investment in today's…
Ever wondered what unit-linked insurance plans (ULIPs) mean and how they can help you save…
एबॉट टैबलेट, जिसे एबॉट लेबोरेटरीज द्वारा निर्मित और वितरित किया जाता है, एक व्यापक रूप…