Maktool jigar (ya baba)
Qatil hai nazar (ya baba)
Ik mahejabin (ya baba)
Ik noor-e-nabi (ya baba)
Rab ki rubaayi (ya baba)
Ya hai tabaahi (ya baba)
Gardan suraahi (ya baba)
Boli Ilaahi (ya baba)
Afghan Jalebi, mashook farebi
Ghayal hai tera deewana, bhi wah, bhi wah
Banduk dikha dikha ke kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bai waah
Bai waah bai waah bai
Khwaaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga
Angoothi mein kaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga
Ho dekh daraazi (wallah)
Banda namaazi (wallah)
Khel ke bazi (wallah) khamakha
Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah!)
Heer ka koi (wallah), sher suna ke (wallah)
Ghoont laga ke (wallah) jaam ka
Mera ae khan mahaz naam ka
Oye lakht-e-jigar (ya baba)
Oye noor-e-nazar (ya baba)
Ek teer hai tu (ya baba)
Main chaaq jigar (ya baba)
Bando se nahi to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bai waah
bai waah, bai waah bai
Khwaaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga
Angoothi mein kaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga
Gul-e-gulzar (ya baba), mere sardar (ya baba)
Bade mansoor (ya baba) tere rukhsar (ya baba)
Haye shamsheer nigahein, chabuk si adaein
Nacheez pe na chalaana bai wah, bai wah
Banduk dikha dikha ke kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bai waah, bai waah
In the rapidly advancing digital era, online platforms provide a convenient and efficient means to…
In the vast landscape of online gaming, few experiences rival the excitement and allure of…
Imagine you're standing at the edge of a vast ocean, the waves representing the dynamic…
Understanding market patterns and forecasting future price fluctuations is critical to effective investment in today's…
Ever wondered what unit-linked insurance plans (ULIPs) mean and how they can help you save…
एबॉट टैबलेट, जिसे एबॉट लेबोरेटरीज द्वारा निर्मित और वितरित किया जाता है, एक व्यापक रूप…