Aye mere humsafar, aye meri jaan-e-jaan
Aye mere humsafar, aye meri jaan-e-jaan
Meri manzil hai tu, tu hi mera jahan
Oye oye oye oye
Aye mere humsafar, aye mere jaan-e-jaan
Aye mere humsafar, aye mere jaan-e-jaan
Ban gaye aaj hum do badan ek jaan
Oye oye oye oye
Aye mere humsafar, aye meri jaan-e-jaan
Bheega bheega aanchal
Aankhon ka yeh kaajal
Ghayal na kar de mujhe
Seene ki yeh halchal
Badhne lagi pal pal
Pagal na kar de mujhe x (2)
Pagal jo hum ho gaye ban jaayegi dastan
Aahista bolo sanam sun lega sara jahan
Meri manzil hai tu, tu hi mera jahaan
Aye mere humsafar, aye meri jaan-e-jaan
Aye mere humsafar, aye mere jaan-e-jaan
Saanson ke yeh shole
Saanson mein tu ghole
Pal mein pighal jaayein hum
Hothon ke angare hothon pe humare
Rakh de to jal jaayein hum x (2)
Yeh pyar woh aag hai
Jismein nahi hai dhuan
Lagti hai jab yeh agan
Jal jaate hain jism-o-jaan
Ban gaye aaj hum do badan ek jaan
Aye mere humsafar, aye meri jaan-e-jaan
Meri manzil hai tu, tu hi mera jahan
Aye mere humsafar, aye mere jaan-e-jaan
India is one of the key growth points in global fintech, and the business activities…
Being a trillion dollar industry, the forex market attracts hundreds and thousands of investors and…
Cricket has always been an exciting sport, and it doesn't even matter which format it…
In the rapidly advancing digital era, online platforms provide a convenient and efficient means to…
In the vast landscape of online gaming, few experiences rival the excitement and allure of…
Imagine you're standing at the edge of a vast ocean, the waves representing the dynamic…