Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Tumko bulaun ya palkein bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasman banaun
Sitaron se sajaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main titliyon ke peechhe bhaagun
Main jugnuon ke peechhe jaaun
Yeh rang hai woh roshni hai
Tumhare paas dono laaun
Jitni khushbuyein baag mein milein
Jitni khushbuyein baag mein milein
Haan main laaun wahan pe ke tum ho jahan
Jahan pe ek pal bhi thehro
Main gulsitan banaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Agar tum kaho to main sunaun
Tumhein haseen kahaniyan
Sunogi kya meri zubani
Tum ek pari ki dastaan
Ya main karun tumse bayaan
Haan ya main karun tumse bayaan
Ki raja se rani mili thi kahan
Kahaniyon ke nagar mein
Tumhein leke jaaun agar tum kaho
Tumko bulaun ya palkein bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasman banaun
Sitaron se sajaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Haan agar tum kaho
Cricket has always been an exciting sport, and it doesn't even matter which format it…
In the rapidly advancing digital era, online platforms provide a convenient and efficient means to…
In the vast landscape of online gaming, few experiences rival the excitement and allure of…
Imagine you're standing at the edge of a vast ocean, the waves representing the dynamic…
Understanding market patterns and forecasting future price fluctuations is critical to effective investment in today's…
Ever wondered what unit-linked insurance plans (ULIPs) mean and how they can help you save…